Chaitra Purnima ko (uttar bharat ki parampara) Ram-bhakt Hanuman ji ka janm hua tha. Bal, bhakti aur seva ke pratik Hanuman ji ki aaraadhana se sankat door hote hain. Maharashtra aur dakshin bharat mein tarikh alag hoti hai.
bharatbol.net
Vidhi
Kaise manayein
Subah snaan karke Hanuman ji ko sindoor aur chola arpan karein.